Pradhanmantri Matsya Sampada Yojana

 Pradhanmantri Matsya Sampada Yojana:Jalbhrav vale shetro ke matsya palan aamdani me badhotari ke liye behatar vikalp hai prdhan mantri Matsya sapnda Yojana ke tahat Matsya palan apnaane wale ko 40 se 60% tak ka anudan diya ja Raha hai 


Upayukt DR Manoj Kumar Ne Bataya ki sarkar dwara machhali Palan ko Badhava dene ke liye Pardhan mantri Matsya sampda Yojana deshbhar me lagu ki gai hai. Pradhanmantri Matsya Yojana machhali Palan vyvasay se Jude logo ki aarthik sthti ko majbut karne ke liye vardan sabit ho raha hai Yojana ke tahat 40 se 60% vitiy sahayata ka pardan kiya ja raha hai. 


Machhali Palan se hogi itani aamdni 


Jile ke un gaw ke logo ko Matsya paln ke parti  protsahan kiya ja raha hai jin gaw me barsh ke pani ikttha hone ki jyada sambhavna rahti hai machhali Palan se Kisano ki aamdani badhti ja rahi hai jhinga machhali Palan se 5 se 6 lakh parti ekd tak ki aamdani hoti hai sarkar dwara Yojana ke tahat Anusuchit jati vah mahila varg machhali palko ko 60% anudan tatha samanya varg ko machhali Palan ke liye 40% ka anudan diya ja raha hai 


Ichchhuk kisan adhik jankari ke liye sarkar ki official website hrfish.gov.in par login kare pardhan kantri Matsya sampda Yojana ke tahat 60% sabhi vargo ki mahilao me anusuchi jati ko tatha 40% samanya v OBC Ko Anudan diya ja raha hai. is Yojana ke tahat pardhi niji bhumi me ya patthe par bhumi lekar machhali feed haichri bayuflank RAS feed mil kold store aadi lagavane par Vibhag se vitya yev takniki sahayta prapt kar sakte hai. 

Comments