Aadhaar New Updates|UIDAI launch new suvidha

 Aadhaar Update Process: Aadhar user ke liye UIDAI Ek badi suvidha lekar aaya hai ab aap bina document ke bhi apne aadhar ko update karva sakte hai iske liye Keval aapko apne hed off family ke Aproval ki jarurat padegi 

Aadhaar News
Aadhaar New Update 



Kai baar Aadhar Update Krate waqt logon Ko ek common mushkil ka Samman karna padta hai Kai aise log Hain jinke pass Aadhar ke alava koi valid document nahin hai aise mein Aadhar mein dar jankari ko unhen update karane mein pareshani hoti hai aise mein is pareshani ko dur karne ke liye UIDAI Ek head Off family besd other update process lekar aaya hai is option ke jarie aap apne ghar ke mukhiya ke documents ki madad se apne Aadhar mein Dard jankari ko update kar sakte hain


Kin logon ke liye madadgar hain yah suvidha


Head of family besd Aadhar update process UN logon ke liye bahut madadgar hain jinke pass Apne khud ke document nahin hai vah log Apne Parivar ke mukhya ke dastavejon ka istemal karke aasani se Aadhar mein Dard jankari ko update karva sakte hain iska fayda bacchon patni pati Mata pita Jaise logon Ko mil sakta hai Kai bar bacchon ke pass Aadhar ke alava koi document nahin hota hai aise mein vah Apne mata pita ke document ka use karke Apne Aadhar ko update karva sakte hain UIDAI main is mamle per 3 January 2023 ko notification jari karte hue jankari Di hai ki ab Keval head off family ke documents ki madad se aap Bina khud ke dastavejon ke ke bhi Aadhar update karva sakte hain


Head of family ke kin documents ki padegi jarurat


UIDAI main is mamle per jankari dete hue bataya hai ki agar aap head off family ke documents ke jarie apne Aadhar Card ko update karvana chahte Hain to iske liye aapko use vyakti se apne relationship sabit karna hoga iske liye aapko rashn card marksheet meriz certificate passport Jaise document ki jarurat padegi jismein aapke ghar ke mukhiya ka Naam darj Ho agar aapke pass is tarah ke koi document maujud nahin hai to aap ise self declaration karke UIDAI pass jama karke head off family besd Aadhar update karva sakte hain 


Head of family ki madad se is tarah Apne Aadhar ko Karen update


  • Head of family ke documents ki madad se apne Aadhar Card ko update karne ke liye sabse pahle my Aadhar https://myaadhaar.uidai.gov.in/ per visit Karen
  • Is portal per jakar Aadhar update ka process sune
  • Iske bad Aadhar mein adress update ke option ko sune
  • Iske bad agar aapke pass khud ke document nahin hai adress update ke 
  • liye aapko aap head of family kadar number enter kar de
  • Iske bad aapko Relationship document jama karna hoga
  • Iske bad adress update karne ke liye ₹50 ka shulk Dena hoga
  • Iske bad service Request Number HOF ko bheja jaega iske bad use 30 din ke bhitar apna approval Aadhar portal mein login Dena hoga
  • Iske bad aapke hof ke approval se aapka Aadhar update ho jaega 
  • Dhyan rakhen 30 din ke bhitar approval n milane ki sthiti mein yah request decline ho jayegi


Comments