Kanjhawala Case|कंझावाला केस 4 दिन की पुलिस कस्टडी भेजे गए पांचों आरोपियों दिल्ली की रोहिणी कोर्ट ने बढ़ाई रिमांड

 Kanjhawala Hit and Run Case: Delhi ka kanjhawala hit and run case kafi charcha mein hai is mamle mein ab Tak Kai sawal aise Hain jinke jawab nahin mil paye Hain filhal girftar pancho aaropiyon ko court mein pesh Kiya Gaya jiske bad unhone 4 din Ki police custody mein bhej diya Gaye 



Delhi ki Rohini court mein pancho  aaropiyon ko video conferencing ke jarie pesh Kiya gaya tha jahan police ne court ke samne yah mang Rakhi thi ki is mamle mein aaropiyon se poochhtaachh karna baki hai isiliye unki police custody ki jarurat hai 


Delhi police ki taraf se aaropiyon ki 5 dinon Ki custody mangi gai thi police ne court mein yah bhi bataya ki driver Deepak ne Jo jankari di thi vah galat thi aaropi ded body ke sath Kareeb 2 ghante Tak ghumte rahe jinka CCTV footage petrol pump aur dabe se liya Gaya hai aaropiyon ke khilaf 304, 120 bi 201 dharaon ke tahat mamla darj Kiya gaya hai 


Court ne police se poochha Ki 5 din Ki remind kyon chahie jis per police ne bataya ki jaanch ko aage badhana hai vahi aaropi Manoj ke vakil ne court mein kaha ki vah piche baitha tha uska is ghatna mein koi roll nahin tha is dauran court ne poochha ki koi photo nahin aaye lagi hai jiska jawab nahin main Mila 


Do aur logon ki ho rahi talash

Kanjwala mamle ko lekar Delhi police ne ek bada khulasa Kiya hai jismein bataya Gaya hai Ki is mamle mein do aur log Shamil Hain Delhi police ne bataya ki vah UN do logon Ki talash mein jhuthi Hain Jin per kanjhawala hasya ke aaropiyon ko basane Ki koshish karne ka shak hai kanjhawala mein 20 varshiy yuvti ki scooty ko ek karne takkar maar Di aur yuvti Ko Sultanpur se kanja wala takrir 12 kilometer ghasitate hue le gai ravivar ko Hui is ghatna mein yuvti Ki maut Ho gai thi mamle mein panch logon Ko girftar Kiya gaya hai jismein lagatar poochhtaachh ki ja rahi hai 


Is mamle ko lekar police ne bataya ki 18 teamen mamle ki jaanch per rahi hai aur har pahlu per Gaur Kiya ja raha hai police Adhikari ne bataya ki CCTV camere ki photos aur call detail ke record ke Aadhar per do aur logon ki sanyukt ta samne I hai aur police unki talash kar rahi hai unhone bataya ki ine donon logon ki pahchan Ashutosh aur Ankush ke taur per Hui hai Jo kathit taur per aaropiyon ko basane ki koshish kar rahe the

Comments