Central Government : केंद्र सरकार आज से देगी मुफ्त अनाज, 81 करोड़ से अधिक लाभार्थियों को होगा फायदा


Central Government : Kendra Sarkar 81 crore se adhik labharthiyon Ko hoga fayda



Sarkar 1 janvari se rashtriy khadh Suraksha kanun (NFSA) ke taht 81.35 crore labharthiyon ko ek sal ke liye free anaj muheya krayegi khadh mantralay ne Shanivar ko ek janvari se 31 December 2023 tak sabhi NFSA labharthiyon ko vitrit kiye jaye jane vale khadhn ke shuny muly ko adhisuchit kiya.


Ek byan me kaha gya ki kendr sarkar year 2023 ke liye 2 lakh crore rupees se adhik ki khadh sabsidi vahn karegai Yojana ke suchru kiryanvyan ke liye Bhartiya khadh nigam (FCI) ke mhaparbnshko ko apne adhikar shhtr me pardin teen rashn dukano ka anivary rup se dura kar report parstut karne ko kaha hai mantralay ne muft anaj ke marji uplabdh karane ki vyavastha par rajyo ko pramsh bhi jari kiya hai


Khadh mantralay ne ek byan me kaha kendr ki nai ekikurt khadh surshha Yojana ek janvari 2023 se  shuru hone vali hai banai Yojana year 2023 ke liye NFSA ke tahat 81.35 crore labharthiyon ko muft khadhn prdan karegi yah Yojana NFSA ke prbhavi our saman kiryanvyan ko bhi sunichhit kargi 


Isse pahle NFSA ke tahat aane vale labharthiyon 31 December 2022 tak 1-3 rupe parti kilogram ki riyayti dar ka bhugtan kar rahe the sath hi unhe covid-19 mahamari ke duran garibo ko rahat dene ke liye Apr 2020 me shuru ki gai pardhan mantra garib Kalyan aan Yojana PMGKAY ke tahat muft aanaj bhi mil Raha tha lekin PMGKAY jise kai bar bdhaya gya tha 31 December 2022 ko samapt ho gai 


Iske baad do khadh sabsidi Yojanao ko kebinet ki manjuri ke sath nai ekikurt Yojana ke tahat shamil kar liya gya bayan me kaha gya ki nai Yojana ka udeshy labharthi star par NFSA ke tahat khadh surshha par ekrupta our spshthta lana hai


5.33 lakh uchit muly ki dukano se hoga vitran

Nai ekikurt Yojana ke tahat kendr sarkar desh bhar me 5.33 lakh uchit muly ki dukano ke vaypak network ke madhyam se years 2023 ke liye sabhi NFSA labharthiyon antyody ann Yojana AAY Parivaro our prathmita vale gharelu vyaktiyon duno ko muft khadhn prdan karegi

Pradhmikta gharelu shreni ke liye lagbhag 5 kg prti vyakti partimaha aavntit kiya jayega jabki NFSA ke tahat prdan kiye Gaye antyody ann Yojana AAY Parivaro ke liye 35 kg prti parivaar parti maha diya jage

China ends Covid quarantine for travellers in January 

Rishabh Pant Road Accident


Comments